Kaise kahun ishq mein tere
Kitna hoon betaab mai...
Aankhon se aankhe mila kye
Chura loon tere khwaab main...¡¡👼
Mere saaye hain saath mein
Yaara jis jagah tum ho...
Main jo jee raha hu..
Wajah tum ho..
Wajah tum ho... (2) 💃💃
Hai ye nasha.., ya hai zehr...
Iss pyar ko hum kya naam dye¿
~Iss pyar ko hum kya naam dye~
Hai ye nasha, ya hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam dye?? 🕵
Kab se adhuri hai ik daastaan
Aaja usey aaj anjaam dein!!
Tumhe bhuloon kaise main
Meri pehli khata tum ho...😚
Main jo jee raha hu..
Wajah tum ho..
Wajah tum ho... (2) 💃💃

No comments:
Post a Comment